Heading 3

Mohit K Dixit 

 Entertainment

MAY 08, 2024

10 best dialogues of Sharad Kelkar 

Dushman ko pehchanne ke liye aankh nahi ... nazar chahiye

Goliyon Ki Rasleela: Ram Leela 

Images: Sharad Kelkar's Instagram 

Ranbhoomi mein tantra, mantra ya phir yantra chalta hai ... lekin vijayi wohi hota hai jahan shadyantra chalta hai

 Housefull 4 

Images: Sharad Kelkar's Instagram 

Hai liye hathiyaar dushman taak mein baitha udhar ... aur hum taiyaar hai seena liye apna idhar ... khoon se khelenge Holi, ghar watan mushkil mein hai ... sarfaroshi ki tamanna ab hamare dil mein hai

Bhuj: The Pride Of India 

Images: Sharad Kelkar's Instagram 

Jab tak haarne ka darr na ho na ... tab tak jeetne mein maza nahi aata

 Bhoomi

Images: Sharad Kelkar's Instagram 

Ek bache ko aasmaan mein udne ke liye par aur unchai se girne ka dar ... dono maa baap se hi milte hai

 Laxmii

Images: Sharad Kelkar's Instagram 

Itihaas ki ek khasiyat hoti hai ... jab bhi woh khud ko dohrata hai ... toh saare pyaade wahi khade milte hai

Images: Sharad Kelkar's Instagram 

Housefull 4 

Jiske Ghar me bete ki shaadi ke nyote likhe jaa rahe ho, Hum usse maut ki Holi khelne ka nimantran nahi de sakte

Tanhaji: The Unsung Warrior 

Images: Sharad Kelkar's Instagram 

Aansoo ruk nahi rahe iska Matlab uska khoon beh raha hoga 

 Tanhaji: The Unsung Warrior 

Images: Sharad Kelkar's Instagram 

1920: Evil Returns 

Images: Sharad Kelkar's Instagram 

Is baat mein koi shak nahi ke gulaab ka koi jawab nahi ... khubsoorat hote hai is liye bhi aur kaanton ke beech khilte hai is liye bhi

Jab dushman ko hara na sake aur khud ki haar manzoor na ho ... toh ek hi raasta bachta hai ... sulah

Tanhaji: The Unsung Warrior 

Images: Sharad Kelkar's Instagram 

For more updates, follow Pinkvilla.

Click Here