Heading 3

Mohit K Dixit

 Entertainment 

MAY 06, 2024

10 heart-touching lyrics of Qala songs

uth gaye kadam toh
Aankh jhuk rahi hai
Jaisey koyi gehri baat ho yahaan
Ho, kho rahe hain dono ek doosre mei
nJaisey sardiyon ki shaam mein dhuan haaye
Yeh paani bhi tera aaina hua
Sitaron mein tujhko
hai gina hua

Shauq

Images: Anvitaa Dutt's Instagram 

Taaron ko tore na chedungi ab se,
Baadal na tore udhedungi ab se,
Kholungi na tori kivadiya.
Phero na najar se najariya,
Phero na najar se najariya,

Phero Na Najar 

Images: Anvitaa Dutt's Instagram 

Baalon mein badh ke gajra lagana,
Nazdeek aane ka hai bahana,
Sab jaan ke bhi chhaliya ke chhal se,
Mushkil hai bach pana.
Oh akhiyon se thag ke,
Bharna wo jane batiyon se jurmana

 Ghodey Pe Sawaar 

Images: Anvitaa Dutt's Instagram 

Koi kaise unhe ye samjhaye,
Sajaniya ke man mein abhi inkaar hai,
Jane balma ghodey pe kyun sawaar hai - 2
Dheere dheere jatan karne se
Dulhaniya ke khulte hriday ke dwaar hai,
Jaane balma ghode pe kyun sawar hai - 2

Ghodey Pe Sawaar 

Images: Anvitaa Dutt's Instagram 

Kisi Ragini Main Ghazal Ki Shakal Main
Aaunga Main Tumse Milne Hazoor
Khabon Ki Bandish Ki Lao Bujha Kar
Doonga Dakhal Wan Yaadon Ka Noor
Komal Suron Sa..haule Se Aakar..
Choomunga Main Tera Theeka Guroor

Rubaaiyaan 

Images: Anvitaa Dutt's Instagram 

Shaakon Ki Suni Baahein
Yeh Shazar Yeh Sard Hawayein
Tere Aks Ke Zakhm Sulayein
Tukde Tukde Dohraaye
Papihe Ki Prem Nishaniyaan - 2
Mere Tidke Dil Di Rubaaiyaan - 2

Images: Anvitaa Dutt's Instagram 

Rubaaiyaan 

Sufney tu jhoothey chakhda phirda
Shahad vi khatta lagda haaye
Jeen ton pehle mukhda kyun ve
Judhan ton zyada tutda

 Nirbhau Nirvair 

Images: Anvitaa Dutt's Instagram 

Ho Jab Hovegi Umar Pooree
Tab Chhootegi Hukum Huzooree
Yam Ke doot Bade Mazboot
Yam Se Bada Jhamela
Udh Jaayega, Hans Akela
Hans Akela…

Udd Jayega 

Images: Anvitaa Dutt's Instagram 

 Shauq 

Image: IMDB 

bikharne ka mujhko
shauq hai bada
sameetega mujhko
tu bata zara

doob'ti hai tujh mein
aaj meri kashti
guftagu mein utri
baat ki tarah
haaan dekh ke tujhe hi
raat ki hawa ne
saans thaam li hai
haath ke tarah haaye
ki aankhon mein teri
raat ki nadi
yeh baazi to haari hai
sau feesadi

Shauq

Image: IMDB 

For more updates, follow Pinkvilla.

Click Here